Rana SayyamPakistan
16 Jun 2026

Asslamualaikum! UPDATE #1: 24 Log Hamare Sath Hain! 🇵🇰

Bhaiyo shukar Alhamdulillah! Raat se ab tak 24 cricket lovers sign kar chuke hain.

Lekin ye to bas shuruat hai. Hamara target 10,000 hai.

Aaqib Javed ke neeche team tabah ho rahi hai: 53 days Pakistan no international matches.

Agar aap ne abhi tak sign nahi kiya to plz kar dein. 
Aur jo kar chuke hain, wo link apne 5 dosto ko WhatsApp kar dein.

Hamari awaz PCB tak tabhi pahunche gi jab sign 1000+ hon ge.

Pakistan Zindabad! 💚

Copy link
WhatsApp
Facebook
Nextdoor
Email
X