Namaste ap sabko,

यह पेटीशन 3 हस्ताक्षर जुट गई

समस्या

Mai Bharat Pandey apsbhi ki swathya achi rahe iski kamna karta hu. Mai ballia UP ka niwasi hun lekin Kolkata me karib 20 years se hu. To maine alag alag jagho par kiraye ke making me raha.

Aur Mai mahsush kiya yaha ke jal jamaw se jhel rahe paresaniyon ko ese logo ke dare.

Udahran ke liye batadun ki dakghar chandan nagar batanagar.howrah chunavati ke logo ke ghar me kitchen me drain ke gande pani ghush jate hai aur we sarkar ko koshne se jyada khudki safai ka apne ghar aur kitchen ki safai ka jimmedari leliye 

Mai mukhyamantri mahodaya aur Kolkata meyar mahoday ka dhyan akarshit karna chahta hun ki please ye apki dhrohar hai inki hifajat kijiy warna jinke kitchen me bedroom me Kolkata ke bechare drain ki gandagi ghush rahi hai kabhi apke jeewan me bhi gandagi felayegi. 

 

Namaste 

Bharat Pandey 

pandeyb009@gmail.com 

9830366558 

 

 

 

 

avatar of the starter
Bharat Pandeyपेटीशन स्टार्टर

फैसला लेने वाले

Namaste �ap sabhi ko mera name Bharat pandey hai mai ballia UP ka rahne wala hun filhal kolkata me
Namaste �ap sabhi ko mera name Bharat pandey hai mai ballia UP ka rahne wala hun filhal kolkata me
Mukya mantri mamta benarji
Mukya mantri mamta benarji
Kolkata Meyer
Kolkata Meyer

पेटीशन अपडेट

पेटीशन को शेयर करें

15 अगस्त 2021 पर पेटीशन बनाई गई