Petition updateRemove Aaqib Javed And Mike hesson as Head Coach of Pakistan Cricket Team
50 ho gye! Ab PCB tk Awaz pohnchani hai

Rana SayyamPakistan
20 Jun 2026
🚨 BREAKING NEWS FOR SUPPORTERS 🚨
Bhaiyo 50 supporters complete! Shabaash sab ko 👏
Aaj hi 3 bade Decision Makers add kiye hain:
1. Pakistan Cricket Board - PCB
2. Mohsin Naqvi - Chairman PCB
3. Aaqib Javed - Head Coach
Ab ye petition direct un tak jaye gi. Change.org khud unko email kar de ga 50 signatures pe.
LEKIN ABHI KAAM BAQI HAI...
Next target: 100 signatures
100 pe dobara email jaye gi aur baat zyada strong ho jaye gi.
AP KA KAAM: Sirf 5 doston ko ye petition bhejo abhi.
Link: https://c.org/rYqPZmCKfj
Cricket bachani hai to share karo bhai! 💪
#RemoveAaqibJaved #PCB
Support now
Sign this petition